Showing posts with label muhabat. Show all posts
Showing posts with label muhabat. Show all posts

Ye aur baat teri gali mein na aayen hum

Ye aur baat teri gali mein na aayen hum
lekin ye kya ki shahar tera chod jayen hum
muddat hui hai ku-e-butan ke taraf gaye
aavaragi se dil ko kahan tak bachayen hum
shayad baqaid-e-zist ye saat na aa sake
tum dastan-e-shauq suno aur sunayen hum
benur ho chuki hai bahut shahar ke faza
tarik raston mein kaheen kho na jayen hum
us ke bagair aj bahut jee udas hai
‘jalib’ chalo kaheen se use dhundh layen hum

Main jis ki khatar muhabaton ki

Main jis ki khatar muhabaton ki har had se guzar gya hoon 
Wo ab bi muj se ye pochta hai k sach btao wafa karo gay

Kadam ruk se gaye hain aj

Kadam ruk se gaye hain aj phol bikte daik kar 
Wo aksar muj se kehta tha “muhabat phol jesi hai” 


Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...