Showing posts with label Sad Poetry. Show all posts
Showing posts with label Sad Poetry. Show all posts

Qisa purana sa |2 Line Sad Poetry,

Qisa purana sa  |2 Line Sad Poetry, 

Yaad kar ka mujhay takleef he hote ho ge 
Ak qisa hon purana sa bhula da mujh ko



Like Us…. Stay In Touch With Us and Get Updated!!!!

Qisa purana sa  |2 Line Sad Poetry, 

Jis Taraf Bhi Dekhon |2 Line Poetry

Jis Taraf Bhi Dekhon  |2 Line Poetry

Jis Taraf Bhi Dekhon Tera Hi Aks Muyassar Hai Aankhon Ko

Ya Har Koi Tum Jesa Hai, Ya Sara Zamana Tum Ho


Like Us…. Stay In Touch With Us and Get Updated!!!!

Jis Taraf Bhi Dekhon  |2 Line Poetry

Nafrat Karni Hai

Nafrat Karni Hai

Nafrat Karni Hai To Hum Se Es Kadar Kar Kay…..!!!!!!!!

Tere Baad Hum Kisi Se MuHaBaT K Qabil Na Rahein…!!! :(



Like Us…. Stay In Touch With Us and Get Updated!!!!

Nafrat Karni Hai

Sooraj Ki Tarah Doob Gaya

Sooraj Ki Tarah   |2 Line Poetry

Sooraj Ki Tarah Doob Gaya … Mera Dil Bhi Aaj

Itna Udaas … Sham Ka Manzar Kabhi Na Tha


Like Us…. Stay In Touch With Us and Get Updated!!!!

Sooraj Ki Tarah   |2 Line Poetry

Mare wafa ka badla|Sad poetry, Ali imran

Mare wafa ka badla|Sad poetry, Ali imran

Youn na dagha day to mujh ko mare wafa ka badlay 
phi kahe door ja kar tujh ko mare yad ay ge 


Like Us…. Stay In Touch With Us and Get Updated!!!!

Mare wafa ka badla|Sad poetry, Ali imran

Behakna

Me pee kar nahe behakta, ussay daikh kar behakta hon
A alme waqt bata sharab haram hai ya wo

Boht Roye Wo Hamare Pas

Boht Roye Wo Hamare Pas
Aa K Jab Ehsas Hua Unhen
Apni Ghalti Ka..!!
Chup krwa Dete Hm
Agar Chehre Pe Hamare
KAfan Na Hota…
Sad Poetry.Sad Poetry Wallpapers,Sad Wallpapers Poetry,Sad Wallpapers


Badi koshish ke baad unhe bhula diya,

Badi koshish ke baad unhe bhula diya,
Unki yaadon ko dil se mita diya,,
Ek din fir unka paigam aaya likha tha mujhe bhool jao,
Aur mujhe bhula hua har lamha yaad dila diya.

Sad Poetry,Sad Poetry Wallpapers,Sad Wallpapers

Yeh jooht Hai K Muhabbat kisi

Yeh jooht Hai K Muhabbat kisi
Ka Dil torti Hai…
“DOST”
“”Loog khud Hi toot jate hain,
Muhabbat Krte Krte… 

Sad Poetry

Raat khawaab mein daikha,

Raat khawaab mein daikha,
Tum bichar gaye ho..
Taa beer batati hai k hum
marr jaye’n gey.. 

Sad Poetry

Wo aksar mujhe kehti thi

Wo aksar mujhe kehti thi
“tumhe to apna bana kar chhodungi”
Aaj usne apni baat sach kardi,
Usne mujhe apna bana kar hi chod diya…
Sad Poetry

Zakhm ki baat nahi hai,

Zakhm ki baat nahi hai,
Jaane dard kyon hota hai?
Dhokhe ki baat nahi hai,
Jaane vishwas kyon hota hai?
Jaane hue kiya beqafai hai?
Na jaane phir bhi pyar kyon hota hai?

Sad Poetry

Ya aansoo ye Gham

Ya aansoo ye Gham
kum nahi Hongy…
ye Yaaden Ye Lamhe Har
pal Nahi Hongy…
Bitaa Lia Karo Kuch Pal
Hans K Hmare Sath…
Bht Yaad Kro gay Jab hum
nahi hoon gay… 


Takht Nasheen

Aap agar takht nasheen hain to bari baat nahi
Dhool bhe ur kar bulandi par pohanch jate hai

Sirf Mein Hun Us k Dil Mein...*

""Sirf Mein Hun, Mein Hun, 0r Sirf Mein Hun Us k Dil Mein...* 

  

*"""Lay Dooby Gi Mujh Ko Ye Ghalat Fehmi Meri...*

Kis se puchen hum ne kahan wo chehara-e-roshan dekha hai

kis se puchen hum ne kahan wo chehara-e-roshan dekha hai
mehfil mehfil dhundh chuke hain gulshan gulshan dekha hai
kis ko dekhen kis ko na dekhen, phul bhi hain kaliyan bhi magar
jis se lagayi aankh usi ko dil ka dushman dekha hai
rang-e-bahar-e-subah-e-gulistan kya dekhe wo diwana
jis ki nazar ne ek hi gul mein sara gulshan dekha hai
ahl-e-wafa ke khoon ke chinten dur tak udakar jati hain
mera tadapana dekhane wale apna bhi daman dekha hai?
aj unhen jo chahe samajh lo warna yahi ‘taskin’ hain jinhen
kal tak hum ne ku-e-butan mein khakbadaman dekha hai

Ye kis khalish ne phir is dil mein aashiyana kiya

Ye kis khalish ne phir is dil mein aashiyana kiya
phir aj kis ne sukhan hum se gayebana kiya
gam-e-jahan ho, rukh-e-yar ho ke dast-e-udu
salook jis se kiya hum ne aashiqana kiya
the khak-e-rah bhi hum log qahar-e-tufan bhi
saha to kya na saha aur kiya to kya na kiya
khusha ke aj har ik muddai ke lab par hai
wo raz jis ne hamen rand-e-zamana kiya
wo hilagar jo vafaju bhi hai jafakhu bhi
kiya bhi “faiz” to kis but se dostana kiya

Ye jo hai hukm mere pas na aaye koi

Ye jo hai hukm mere pas na aaye koi
is liye ruth rahe hain ki manaye koi
tak mein hai nigah-e-shauq khuda khair kare
samane se mere bachata hua jaye koi
hal afalaq-o-zamin ka jo bataya bhi to kya
baat wo hai jo tere dil ke bataye koi
aapane ‘dag’ ko muh bhi na lagaya afsos
us ko rakhta tha kaleje se lagaye koi
ho chuka aish ka jalasa to mujhe khat bheja
aap ke tarah se mehaman bulaye koi
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...