Showing posts with label 4 Line Poetry. Show all posts
Showing posts with label 4 Line Poetry. Show all posts

Khalooso mehro wafa log kar chukay bohat

Khalooso mehro wafa log kar chukay bohat
Meray khayal ma ab or koi kam karain
Juda hoa hain bohat log, Ak tum bhe sahe
Ab itni se bat par kya zindagi haram karain..

Kahan paaon rakhoon zameen nahin..

Yeh hala’aa* hai arsh-e-bareen* nahin,
Kahan paaon rakhoon zameen nahin,
Tere dar pe sajde ka shauq hai,
Jo yahan nahin to kaheen naheen..
(hala’aa;space, arsh;sky, bareen;whole, arsh-e-bareen;whole sky)

Wafaa main ab yeh hunar iktiyaar karna hai..

Wafaa main ab yeh hunar iktiyaar karna hai,
Woh sach kahe na kahe aitbaar karna hai,
Yeh tujh ko jaagtey rehne ka shauq kab se hua,
Mujhe to kher tera intizaar karna hai..

Bs itni se ilteja ha baba

Bs itni si ilteja ha baba, Tere masoom bati ke
Jis ko bhe daina mujh ko, Bs naik daikhna
Bhooke rahpon ge din bhar, Nokar bhe rahon ge
Bs kisi insan ko soonpna, Mujha insan samajh kar,,...

Dua hai k teri duniya

Dua hai k teri duniya me k0i ghum
na ho
Dua hai k teri muskan kabhi kam na
h0
Agar kabhi TERI palko me aansu aye
Dua hai k us ki vajha HUM na hoon…

Chaand T0 Nikla Hai Magar

Chaand T0 Nikla Hai Magar Ye Raat Na Hai Pehli Si,
Ye Mulakat MUlakat Na Hai Phli Si,
Ranj Kuch Kam To Hua Aaj MilnaY Say,
Ye AlaG BAAt Hai Ke Yeah BAAt Na Hai Pehli Si

Ajj zaRuRat hai jis ki w0 pass nahi hai,

Ajj zaRuRat hai jis ki w0 pass nahi hai,
Abb unke dil me wo ehsas nahi hai,
Tadapte hai d0 Pal baat karne k0,
ShAyad Ab wAqt hamare liye unke pass nAhi hai

Ghulab ki tarah MuSkarate rahana,

Ghulab ki tarah MuSkarate rahana,
lakin Ghulab bana ki kabi k0SiSh Mat
karna, ku ka khuShb0 Ghulab Ka
Muqadar ha, 0r Murjahna Ghulab ki
QiSMat

Mujha ajzi ma wo mila

Mujha ajzi ma wo mila 
K jo gharoor tha wo nikal gaya
YA ALLAH 
Teray karam ke aise hawa chale
K ma girtay girtay sambhal gaya

Woh jo geet tum ne suna nahin..

Woh jo geet tum ne suna nahin,
Meri umar bhar ka reyaaz* tha,
Mere dard ki thi daastaan,
Jisey tum hansi mein urraa gaye..
(reyaaz;practice)

Dil Na Lagaana

Dil Na Lagaana
Dil Na Lagaana Kisise Dard Hi Paoge
Beeti Baaton Ko Yaad Larke Roote Hi Nazar Aooge
Karni Hai to Sirf Dosti Karo
Hamesha Ummeed Se Dugna Paaonge !

Reh Na Pao Gi Kabhi

Reh Na Pao Gi Kabhi
Reh Na Pao Gi Kabhi Bhula Kar Dekh Lo
Yakeen Nahi aata To Aazma Kar Dekh Lo
Har Jaga Mehsoos Hogi Kami Hamari
Apni Mehfil Ko Kitna Bhi Saja Kar dekh Lo

Pyar Itna Mat Karna

1381615_456810314355450_1758713135_n
Pyar Itna Mat Karna K Dil Reh Na Sake
Door Itna Mat Rehna K Hum Seh Na Sake
Karte Hum B Hai Apse Utna Hi Pyar
Jitna Tum Bhi Aaj Tak Humse Kar Na Sake…

Mubarak Dete Hai Baar Baar

Mubarak Dete Hai Baar Baar
Mubarak Dete Hai Baar Baar
Khushiyaan Aaye Ke Hazaar
Dil Se Deite Hai Hum Badhai
Shahdi Mubarak Ho Apko Yaar

Happy Wedding!!!!

Najanay unhe dekna cha to aankhon ka kya kasoor

1782078_411848742285458_399288225_n
Najanay unhe dekna cha to aankhon ka kya kasoor,
har waqt khushbu unke aaye to sanson k kya kasoor,

yaise to apne puch kar nahi aate,
par sapne unke aaye to raaton ka kya kasoor…?

Tum Mile Har Khushi Mil Gayi Hai Humein

Tum Mile Har Khushi Mil Gayi Hai Humein
Tum Mile Har Khushi Mil Gayi Hai Humein,
Lagta Hai Ki Dusri Zindagi Mil Gayi Hai Humein.
Zindgi Mein Jiska Tha Saloon Se Intezar Humein,
Jievan Ka Saathi Bina Mange Mil Gaya Humein..

Best dua

Phir wohe subha madina bakhsh day
Bakhsh khushhali wohe soraj bhari
Si utha kar chalnay ke tofeek day
Phir sakoonat da jahan ma dhaj bhari

Mujha zindagi ke dua na day

Mujha zindagi ke dua na day
Mare zindagi sa bani nahe
Koi zindagi par kara yakeen 
Mujha zindagi par yakeen nahe

Kahan koi aisa mila jis par hum duniya luta dete..

Kahan koi aisa mila jis par hum duniya luta dete,
Har ek ne dhoka diya kis kis ko bhula dete,
Apne dil ka zakhm dil me hi dabaye rakha,
Bayaan karte to mehfil ko rulaa dete..

Har waqt ka hasnaa tujhe barbaad na kar de..

Har waqt ka hasnaa tujhe barbaad na kar de,
Tanhaayi ke lamhon mein kabhi ro bhi liya kar,
Aye dil! tujhe dushman ki bhi pehchaan kahan,
Tu halqa-e-yaraan* mein bhi mohtaat* raha kar..
(halqa-e-yaraan;around friends, mohtaar;cautious)
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...