Muntazir mohabbat

Humay tum bhool jao gay humay maloom hai laken
Palat kar jab bhe ao gay mohabbat muntazir ho ge

Mohabbat Mashwar

Humy samjhao na humay maloom hai sab kuch 
Mohabbat mashwara hote to tum say poch kar kartay

Dua

Na ho kabool Khuda karay 
jis dua ma tujhay mnaga na ho

Wafa

Mohabbat kar saktay ho to KHUDA say karo
Matti ka khiloono sa kabhe wafa nahi milti

Khayaloon ke dunya

Tanha samajh raha hai koi hamray dil ko
Dunya basi hoi hai is me kisi ka khayaloon ki

Enayat

Jata hai wo tasawur ma milnay sare sham 
Ek shaks ke itni si enayat bohat hai

Boht Roye Wo Hamare Pas

Boht Roye Wo Hamare Pas
Aa K Jab Ehsas Hua Unhen
Apni Ghalti Ka..!!
Chup krwa Dete Hm
Agar Chehre Pe Hamare
KAfan Na Hota…
Sad Poetry.Sad Poetry Wallpapers,Sad Wallpapers Poetry,Sad Wallpapers


Badi koshish ke baad unhe bhula diya,

Badi koshish ke baad unhe bhula diya,
Unki yaadon ko dil se mita diya,,
Ek din fir unka paigam aaya likha tha mujhe bhool jao,
Aur mujhe bhula hua har lamha yaad dila diya.

Sad Poetry,Sad Poetry Wallpapers,Sad Wallpapers

Yeh jooht Hai K Muhabbat kisi

Yeh jooht Hai K Muhabbat kisi
Ka Dil torti Hai…
“DOST”
“”Loog khud Hi toot jate hain,
Muhabbat Krte Krte… 

Sad Poetry

Raat khawaab mein daikha,

Raat khawaab mein daikha,
Tum bichar gaye ho..
Taa beer batati hai k hum
marr jaye’n gey.. 

Sad Poetry

Wo aksar mujhe kehti thi

Wo aksar mujhe kehti thi
“tumhe to apna bana kar chhodungi”
Aaj usne apni baat sach kardi,
Usne mujhe apna bana kar hi chod diya…
Sad Poetry

Zakhm ki baat nahi hai,

Zakhm ki baat nahi hai,
Jaane dard kyon hota hai?
Dhokhe ki baat nahi hai,
Jaane vishwas kyon hota hai?
Jaane hue kiya beqafai hai?
Na jaane phir bhi pyar kyon hota hai?

Sad Poetry

Ya aansoo ye Gham

Ya aansoo ye Gham
kum nahi Hongy…
ye Yaaden Ye Lamhe Har
pal Nahi Hongy…
Bitaa Lia Karo Kuch Pal
Hans K Hmare Sath…
Bht Yaad Kro gay Jab hum
nahi hoon gay… 


Mujh jaisa shaks

Kaha talash karo gay tum mujh jaisa shaks
Jo tumharay sitam bhe sahay or tum sa mohabbat bhe karay

Romantic Poetry

Abhi kam san ho rena do kahe kho do gay ,,dil mera,,
Tumhary he lya rakha hai la jana jawan ho kar

,..,.,..,
Na kam san ho, na nadan hon, mohabbat ko samjhta hon
Tumhara kya bharoosa hai mukar jao jawan ho kar

Rishta

Tujh sa lafzoo ka nahi rooh ka rishta hai mera
To mare sansoo ma tehleel hai khushboo ke trhan

Seedhe se bat


Lafzoon ke tamheed mujha bandhne nahe ate
Kasrat sa yaad atay ho seedhe se baat hai

Mohabbat ke ibteda

Kitne ache lagte  hai kisi say  mohabbat ke ibteda
Dard to tab hota hai jab koi apna bana kar chor deta hai

Aor To Kuchh Nahi Kiya

Aor To Kuchh Nahi Kiya Tere Baad Hum Ne
Haan ! Faqat Apna Haal Tabah Kar Rakha Hai

Koi apna nahi

Koi apna nahi apna siwa
Dosra dosra hi hota hai

Aziat nak mohabbat

Kon kehta hai nafratoon ma dard hai 
Mohsin
Kuch mohabbatain bhe bare azeat nak hote hain

Ghar

Ghar bana kar mera dil me wo choor gaya hai 
Na khud rehta hai na kisi or ko basnay data hai

Seens sa laganay walay

Jab milo kisi say to zaraa door ke yare rakhna
Aksar jaan la letay hain seenay sa lagany walay

Mooj e Talatum

Khoof  tofan ka  a  dost meray dil ma nahi
Lutf jo moj e talatum ma hai wo sahil ma nahi

Shehr e mohabbat ka pata

Itna asan nahi shehr e mohabbat ka pata 
Mohsin
Khud bhataktay hain yahan raah batanay walay

Hasrat

Hasrat ye ka tham lon hath in ka me zoor se
Maagr kambakht in ke chooreun par tars ata hai

Qeemat

Youn hi rakhtay rahay bachpan sa dil saaf hum apna 
Pata nahe tha ka qeemat to chehroon ke hote ha dil ke nahi

Khobsoorat

To bhe khobsoorat hai us phool ke tarha 
Jissa log khushboo ke khatir be dardi sa toor data hain

Majboor

Kitna majboor hoa hum apne anaa ka hathoon
Raiza raiza bhe hoa or bikhra bhe nahe

Eid Special

Mene chaha tha tujha eid par kuch paish karoon
Jis me ehsas ka sab rang hon roshan roshan
Jis me ankhoo ka tarasha hoa moote lakhoo
Jis me shamil ho mare qalb ki dharkan dharkan

Bahare Hussan

Aieena ma dakh raha thay wo bahar e huusan 
Aya mera khayal to sharma kar reh gay

Tum Mere Ho

Meri Manzil ,Meri Hadd ,,,Bus Tum Se Tum Tak Hai
Shona
Fakhar Ye K Tum Mere Ho ,
Fikar ye K Kab  Tak

Hamari Zindagi Tum Ho

Tumhari Baat Lambi Hai Dalelain Hai Bahane Hain

Hamari Baat Sirf Itni Hai Hamari Zindagi Tum Ho


Fursatoon ma yad karna

Mila uljhanoo sa fursat to zara dil sa poch laina 
Kya dosti yahe ha sirf fursatoon ma yad karna

Ak qayamat

Tum na dakha he nahe naqsha mare tanhai ka 
Ak qayamat hai jo har shab guzar jate hai

Qatal

Mulaim hath, Khum e zulf, Adaye nain Or hont
Qatal abki hai ozar to sab pora hain

Mohabbat me bharoosa

Kabhe daikha hai andhay ko kisi ka hath pakar kar chaltay
Mene mohabbat me tum par bharoosa kiya tha

Takht Nasheen

Aap agar takht nasheen hain to bari baat nahi
Dhool bhe ur kar bulandi par pohanch jate hai

Farz kartay hain

Jo bat hum keh nahe saktay ussay hum farz kartay hain
Chalo hum farz kartay hain huma tum sa mohabbta hai

Kashmakash

Uljha rahe hai mujh ko yahe kashmakash musalsal
Wo abasa hai mujh me ya me us me kho gaya hon

Hatheele pa nam likhna

Tumhare the shararat mehndi sa hatheele pa nam likhna
Or mujha ruswa kar diya tum na youn hi kheltay kheltay

Tere Mehndi Lage Hathon Pe Mera

Tere Mehndi Lage Hathon Pe Mera Nam Likha Hai
Zra Se Lafz Mn Kitna Paigam Likha Hai

Ye Teri Shan K Shayaa'n Nahin Lakn Mjbori
Teri Masti Bhari Ankhon Ko Mn Ne Jam Likha Hai

Mn Shayar Hon,Magr Agay Na Barh Paya Riwayat Se
Labon Ko Pankhrri,Zulfon Ko Mn Ne Sham Likha Hai

Muje Mout Aye Gi Jab Bhi,Tere Pehlu Mn Aye Gi
Tere Gham Ne Bohat Acha Mera Anjam Likha Hai

Meri Qismat Mn Hai Ek Din Griftar-E-Wafa Hona
Mere Chehre Pe Tere Pyar Ka Ilzam Likha Hai Qateel

Ek Khubsurt Boht Hai,Jiska Mn Pojari Hon
Mere Mazhab Ke Khaney Mn Magr Islam Likha Hai

Adaa

Na hussun par biktay hain na jism ka nasha kartay hain
wasoo
ye to mere yaar ko b nahe maloom k hum uss ki kis adaa par martay hain

Hayaa

Us ko sajnay sanwarnay ki zaroorat hi nahi
Uss pay jachti hay hayaa bhi kisi zewar ki tarah,,

Masoom sa lehja

Kis qadar masoom sa lehja tha us ka 
Dost 
Dheera sa jan keh kar be jan kar dya

Chand par behta pani

Tum na dakah hai kabhe chand par behta pani
Mena dakha hai ya manzir is ka rukhsar par aksar

Fikar

Jab bhe wo muskura kar bat karta ha 
Mujha apna dil ke fikar lag jate ha

Jageer

Ghum ke  jageer virasat ma mili ha mujha 
Apne jageer ma rehta hon nawaboon ke tarha

Phir milogi kabhi is baat ka waada kar lo

Phir milogi kabhi is baat ka waada kar lo
Hum se ek aur mulakaat ka waada kar lo
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...