Showing posts with label 2 Line Sad Poetry. Show all posts
Showing posts with label 2 Line Sad Poetry. Show all posts

Daikhta hon ka koi parsan nahe ghareebon ko

Daikhta hon ka koi parsan nahe ghareebon ko
Sochta hoon k mujha jeena ka haq hai bhe k nahe..

Yadoon ka phool

Yadoon ka phool sookh na jayen is liya
Ankhoo ko ashk bar kiya hai kabhe kabhe.

Chahat ka maza

Hmara bad nahe ay ga!ussay chahat ka maza
Wo oroon sa khud kehta phira ga!mujha chaho us ke tarha.

Talab

Har taraf thay raah ma kanta bicha hoa
Mujh ko trae talab the guzarta chala gay

Kiya paya mana sadiyon ke muhabbat sa

Kiya paya mana sadiyon ke muhabbat sa
Ek shaire ka hunar,  Dosra jagnay ke saza..

Hadsa

Kuch aisa hadsa bhe zindagi ma hotay hain
K insan bach to jata ha magar zinda nhae rehta

Wafa

Suna hai muhabbat karna wala 
Ab wafa ke shart sa azad hai

Jab laga tha teer tab itna dard na hoa

Jab laga tha teer tab itna dard na hoa Umer
Zakham ka ehsas tab hoa jab kaman daikhe apnoo ka hath ma

Wo samna tha magar us ko nigah choo na sake

Wo samna tha magar us ko nigah choo na sake
Ye ehtaram ke had the  ya hosla ka kamal
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...