Showing posts with label 2 Line Hindi Poetry. Show all posts
Showing posts with label 2 Line Hindi Poetry. Show all posts

Kabhi le mujhse tu mere shab-o-roz ka hisaab..


Kabhi le mujhse tu mere shab-o-roz ka hisaab,
Phir dhoond un me se apne siwaa kuch aur..
،،،
،کبھی  لے  مجھ سے  تو  میرے   شب  و  روز  کا  حساب 
..پھر  ڈھونڈ  ان  میں  سے  اپنے  سوا  کچھ  اور 
.....

Pyaas kehti hai ke ab rait nichorri jaye..


Pyaas kehti hai ke ab rait nichorri jaye,
Apne hisse me samandar nahi aney wala..
...
پیاس  کہتی  ہے  کے  اب  ریت  نچوڑی جائے 
...اپنے  حصّہ  مے میں  سمندر  نہیں  آنے  والہ 
.....

Din nahin raat nahin subah nahin shaam nahin..


Din nahin raat nahin subah nahin shaam nahin,
Reh gayi aik “nahin”, “haan” ka kahin naam nahin..
....
دن  نہیں  رات  نہیں  صبح  نہیں  شام  نہیں 
...رہ  گی  ایک ،، نہیں ،، ہاں،،  کا  کہیں   نام  نہیں 
......

Kis aasaani se woh tootay huye dil jorr deta hai..


Kis aasaani se woh tootay huye dil jorr deta hai,
Khushii se bolnaa jis shakhss ka mamool ho jaye..

Na wafa ka zikar ho ga

Na wafa ka zikar ho ga Na wafa ke bat ho ge 
Ab muhabbat jis sa bhe ho  Matlab ka sath ho ge..

Tark e Taluqat Me

Tark e Taluqat Me
Tark e Taluqat Me … Saaray Hi Marhalay
Me Sochta Hi Reh Gaya … Wo Paar Kar Gya

Kiun Aisa Hoota Hai

Kiun Aisa Hoota Hai
Kiun Aisa Hoota Hai Aetebaar Ki Tooti Dehleez Par
Jo Buhat Apnay Hoon, Aksar Apnay Nahin Rehtay

Baagh Me Milny Aana

Ab K Aao To Kisi Baagh Me Milny Aana
Phir Se Ek Baar Gulabon Ka Dil Jalana Hai

Javab

Hum Chup Rahy To Aur B Ilzam Aye Ga Ab
 Kuch Na Kuch Javab Zaroori Sa Ho Gya
ہم چپ رہے تو اور بھی الزام آئے گا
اب کچھ نہ کچھ جواب ضروری سا ہو گیا

Hadsa

Kuch aisa hadsa bhe zindagi ma hotay hain
K insan bach to jata ha magar zinda nhae rehta
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...