Showing posts with label 2 Line Poetry. Show all posts
Showing posts with label 2 Line Poetry. Show all posts

Phir us ke har ada sa chilakna laga kholoos

Phir us ke har ada sa chilakna laga kholoos 
Jab mujh ko aitbar ke adat nahe rahe

Hum raat ka pichla pehar gay masjid ma ussay mangnay ka lya


Hum raat ka pichlay pehar gay masjid ma ussay mangnay ka lya
Magar wo to pehla he sajda ma tha kisi or ka lya

Tare ankhoo ke tarha gejra tha

Tare ankhoo ke tarha gehra tha 
Zakhm bharna ma bohat dair lage 

ku jagaoon?

Sochte hon ka bujha doon ya kamra ka diya
Apna say ko bhe ku jagaon? sath apnay

Tera kochay ab mera taluq wajbi sa hai


Tera kocha sa abmera taluq wajbi sa hai
Magar jab guzarta hon, Ankhain bheeg jate hain..

Mujha hasna nahe ata


Sabab rona ka wo pochain to bs itna kehna Qasid,,
Mujha hasna nah ata jaha par tum nahe hotay

Qabool e jurm


Qabool e jurm kartay hain sajda ma gir k
Saza e mout manzoor hai par muhabbat ab nahe karne

Mera dil sirf ap ke mohabbat k lya

Mera dil sirf ap ke mohabbat k lya 
Magar ya paishkash hai mehdood muddat k lya

Nadan


Nadan thay jo rakhta thay umeed kisi par 
Zat e ALLAH ka siwa koi kisi ka nahe hota 

Sab he tareef kartay hain mare tehreeron ke

Sab he tareef kartay hain mare tehreeron ke
Kabhe koi nahe sunta mare lafzoon ke siskeyan 

Hum na to mohabbat choor de laken

Hum na to mohabbat choor de laken 
Mohabbat na hum ko kahe ka na chora 

Naram hath

Us ka naram hathoon sa phisal jate hain cheezain
Mera dil bhe laga hai hath is ka, KHUDA khair kara

Bara sakoon sa rukhsat to kar dia us ko


Bara sakoon sa  rukhsat to kar dia us ko
Phir us ka bad mohabbat na inteha kar de

Laboon pa geet

Laboon  pa geet or ankhoon ma khuwab rakhtay thay
Kabhe kitaboon ma hum bhe gulab rakhta thay 
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...