Zindage ke haqeeqtain |Best Poetry,
Zindage ke haqeeqtain |Best Poetry,
Zindage ke haqeeqtain |Best Poetry,
Labels:
Best Poetry
Eid ke din bhi tanha hoon |Best Poetry,
Eid ke din bhi tanha hoon |Best Poetry,
Eid ke din bhi tanha hoon
Main phir bhi jee rah hoon
Teri Eid khushion bhri ho
Rab se karta yeh dua hoon
Ashkon ka sagar jo pee gya
Main aik aisa daya hoon
Muje iss baat ka ghum hai
Eid ke din tum se juda hoon
Tum se gila hai na shikayat
Apne muqadar se khfa hoon
-
Eid ke din bhi tanha hoon |Best Poetry,
Labels:
Best Poetry
Eid Ka Din Hai |best ghazal,
Eid Ka Din Hai |best ghazal,
Eid Ka Din Gale Aj To Mil Lay Zalim Zakhm-e Dunya Bi Hai Moqa Bi Hai Dastoor Bi Hai Ishq Is Tarah Ke Gustakh Taqazy Na Kare Husn Mazdor Bi, Majboor Bi, Magroor Bi Hai Ghroor-e Husn Ke Sadqe Mohabat Yun Nahi Karte Bhari Mehfil Mai Zahir Dil Ki Wehshat Yun Nahi Karte Ye Mana Tum Haseen Aur Tumhain Haq Hai Shirart Ka Kisi K Jan Pe Ban Jaye Shirart Yun Nahi Karte Jise Tum Husn Kehte Ho Wo Kaaba Hai Nigahon Ka Adab Lazam Hai Kaabe Ki Zayart Yun Nahi Karte Kuch Apne Husn Ki Kheerat De Do Ham Faqeron Ko Kisi Sayal Ko Apne Dar Se Ruksat Yun Nahi Karte Haya Aur Shram Ko Ham Husn Ka Zeewar Samjhte Hain Ye Zeewar Lut Ke Reh Jaye Sikhawat Yun Nahi Karte Tumhari Ik Nazar Pe Faisla Hai Zindagi Ka Maseeha Ho Ke Bemaron Se Ghaflat Yun Nahi Karte Maseeha Aur Tum In Kufr Ki Baaton Se Baaz Aao Khuda Ko Chor Kar But Ki Ibadat Yun Nahi Karte Aap Ne Jo Kaha Wohi Thek Sahi Mera Kehna Bi Kuch Bura Tu Nahi K Eid Ka Din Hai Gale Aj Tu Mil Lay Zalim Rasm-e Dunya B Hai Moqa B Hai Dastoor B Hai -
Eid Ka Din Hai |best ghazal,
Labels:
best ghazal
*Eid Ghazal|best ghazal,
*Eid Ghazal|best ghazal,
Hasrat hy tmari deed karain
Tm ao to hm b eid karain
Kuch dair to dil ko chain mily
Kuch roz to man k phol khily
Kety hain eid ki amad hy
Ab log b kuch taeed karan
Tm ao to hm b eid karAn
Tum sy ya 1 guzarish hy
Ya apny dil ki khAwaish hy
1 bar milo aik bar milo
Hr bar yehi takeed karain
Tum ao to ham b eid karain
Jb ghum k badal chAya thy
Us wqat b tm na ay thy
Is bar b tm nai ay ho
sub dushman ye tanfeed karain
tm ao to ham b eid karain
Mana k ham dewanay hain
Sub batON sy anjany hAIN
Jb apny hi beganay hn
Kya ghairon sy umeed karain
Tum Ao TO HAM B EID KARAIN.
*Eid Ghazal|best ghazal,
Labels:
best ghazal
Subscribe to:
Posts (Atom)