Khoon-e-dil peeney ko, lakht-e-jigar khaney ko..


Khoon-e-dil peeney ko, lakht-e-jigar khaney ko,
Yeh ghazaa milti hai lailaa tere deewaney ko..

Dolat ka tarazoo ma tolo to faqeer hain hum

Dolat ka tarazoo ma tolo to faqeer hain hum
Dard e dil ma hum jaisa nawab koi nahe

Kabhe hum bhe muhabbat ma khud ko badsha samjhtay thay

Kabhe hum bhe muhabbat ma khud  ko badsha samjhtay thay
Pata us din chala jb wafa mangtay raha faqeeron ke tarha

Charte then us mazar par chadrain be shumar

Charte then  us mazar par chadrain be shumar
Bahir betha ik faqeer sardi sa mar gaya

Main faqeeri se hi karta hoon tijaarat aksar..

Main faqeeri se hi karta hoon tijaarat aksar,
Aik paise mein jo lakhon ki dua dete hain..

Be’laus mohabbat ke siwaa kuch bhi nahin..

Be’laus mohabbat ke siwaa kuch bhi nahin,
Chaahe to meri soch ki talaashi le lo..

Roz mujh ko fareb deta hai..


Roz mujh ko fareb deta hai,
Kher us ko yeh zaib deta hai..
.........
روز  مجھ  کو   فریب  دیتا  ہے 
خیر  اس کو  یہ  زیب  دیتا  ہے 
.............

Gum sum hua, awaaz ka darya tha jo ek shakss..

gumsumhuaawazkadarya

Kahan paaon rakhoon zameen nahin..

Yeh hala’aa* hai arsh-e-bareen* nahin,
Kahan paaon rakhoon zameen nahin,
Tere dar pe sajde ka shauq hai,
Jo yahan nahin to kaheen naheen..
(hala’aa;space, arsh;sky, bareen;whole, arsh-e-bareen;whole sky)
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...