Uljhi huyi nigaahon se mujhe dekhta raha..
Uljhi huyi nigaahon se mujhe dekhta raha,
Aayiney mein kharra shakhs pareshan tha bohat..
Aaj mosam acha hai..
Barishon ka mosam hai,
Rooh ki fizaon mein,
Ghamzda hawayen hain,
Besabab udasi hai,
Is ajeeb mosam mein,
Beqrar lehjon ki,
Beshumar baaten hain,
Anginat fasane hain,
Jo bohat khamoshi se,
Dil pe sehtay phirtay hain,
Aur ba amar-e-majburi,
Sab se kehtay phirtay hain,
Aaj mosam acha hai..
Aaj mosam acha hai..
Koi us jaisa nahi hai in dinon..
Koi us jaisa nahi hai in dinon,
Woh bhi wesa nahi hai in dinon..
Ehsaas nahin tha ke tanhaa hoon mein aaj kal..
Ehsaas nahin tha ke tanhaa hoon mein aaj kal,
Tu ne sawaal chairr kar achaa naheen kiya..
Aankh se door na ho dil se utar jaye ga..
Dagh ankhain nikaltay hain wo
Dagh ankhain nikaltay hain wo
Un ko da do nikal kar ankhain
Arz karain agar ijazat ho sahib
Arz karain agar ijazat ho sahib
Khail chukay ho to dil wapis kar do
Basa k khood ko mare ankhoon ma kaha chalay tum
Basa k khood ko mare ankhoon ma kaha chalay tum
Ye shehr e ishq hai yaha hijrat ke ijazat nahe
Adat us ke mujha ache lagte hai
عادت اس کی مجھے اچھی لگتی ہے جب یوں ہی
نظریں جھوکا کر کہتی ہے تمھے حق ہے
Adat us ke mujha ache lagte hai jb youn he
Nazrain jhooka kar kehte hai tumha haq hai
Ma faqeroon sa he karta hon tijarat aksar
Ma faqeroon sa he karta hon tijarat aksar
Jo aik paisay ma lakhoon ke dua daitay hain
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)