Kitab-E-Millat-E-Baiza Ki Phir Sheeraza Bandi

Kitab-E-Millat-E-Baiza Ki Phir Sheeraza Bandi Hai
Ye Shakh-E-Hashmi Karne Ko Hai Phir Barg-E-Bar Paida

KANCHI RE KANCHI LYRICS - Kaanchi Title Song

Kaanchi Title Full video  Song  Download  in HD,MP3,Hq 

Watch Online      Download


Kaanchi Re Kaanchi Lyrics


Hey.. Ho..


Kadak dhoop aur thandi chhaaon
Ek akeli poora gaaon
Poochhoge ab uska naao (naam)
Kya ??
Kanchi re kanchi
Kanchi re kanchi
Kanchi re kanchi
Kanchi re kanchi



Oh ho... ho ho.. ho ho..



Kadak dhoop aur thandi chhaaon
Ek akeli poora gaaon
Poochhoge ab uska naao, Kya ??
Kaanchi re kaanchi, Kanchi re...
Kaanchi re kaanchi, Kanchi re...



Choti mein woh toofan baandhe
(toofan baandhe!)
Barkha mein woh aag lagaaye
(aag lagaaye!)
Titli hai yaa bijli hai woh
Kya hai samajh na aaye



Hello ji Hi Hi haaye
Naino se duniya ghumaaye
Seedhi saachi baat hamesha boli saanchi
Saanchi re..
Kaanchi re kaanchi, kanchi..



Mili sazaa jo mujhe wo kisi khataa pe na thi..

Mili sazaa jo mujhe wo kisi khataa pe na thi,
Mujh pe jurm jo sabit hua woh wafa ka tha..!!

Yoon phir raha hai kaanch ka paikar liye huye..

Yoon phir raha hai kaanch ka paikar liye huye,
Ghaafil ko yeh gumaan hai ke pathar na aye ga..

Mera kya hal hai teray bina

میرے  کیا  حال  تیرے بنا   کبھی  دیکھ  تو  لے 
جی  رہا  ہوں  تیرا  بھولا  ہوا  وعدہ  بن  کر 
Mera kya hal hai  teray bina kabhe daikh to lay,
Jee  raha hon tera bhoola hoa wada ban kar..

Ro para asman bhe aj mare wafa daikh kar

Ro para asman bhe aj mare wafa daikh kar
Daikh bat tare bewafai ke badloon tak ja ponche

Muhabbat hai teray gaisoo

Muhabbat hai teray gaisoo, Tare palkhian, Tare ankhain
Muhabbat hai tare batain, Tare dharkan, Tare sansain
Kabhe gum sum, Kabhe chanchal, Kabhe jugnoo, Kabhe badal
Kabhe ye neend hai to, Kabhe ya khuwab jaise hai
Muhabbat ko agar samjho to, Apne zaat jaise hai
Agar sach hai to bs ya hai, Muhabbat ap jaise hai

Juda ho kar bhi jee rahe hain ..

Juda ho kar bhi jee rahe hain muddat se,
Kabhi dono hi kehte they yoon ho nahi sakta..

Qasam de ke apni tujhe rok ley ga..

Qasam de ke apni tujhe rok ley ga,
teri laghzishon* pe tujhe ttok de ga,
Tu murr murr ke pechey kisey dekhta hai,
Tera kon hai jo tujhe rok ley ga..
(laghzishon;deviating)

Maahol hi saazgaar kab tha..

Maahol hi saazgaar kab tha,
Hasrat hi rahi ke muskura’on…
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...