Yeh bhi acha hua ke usey haasil na kar sake..
Yeh bhi acha hua ke usey haasil na kar sake hum,
Hamara ho kar bicharr jata to qayamat hoti..
Dekhne aaye they woh apni mohabbat ka assar..
Dekhne aaye they woh apni mohabbat ka assar,
Kehtey hain ke aaye hain ayaadat* kar ke..
Bohat khafaa they ke lehja badal gaya mera..
Bohat khafaa they ke lehja badal gaya mera,
Un hi ke lehjey mein un se jab baat ki main ne…
Wo rahay dil ka qareeb kuch is andaz say
Milay bhe nahe or bhulaya bhe nahe gaya
best poetry
Hum nay kuch aisa trasha hai tare ankhoo ko
Hum nay kuch aisa trasha hai tare ankhoo ko
Log sahir ke misaloon say tujha jantay hain
Neeche nazroon ma qiamat ka asar hota hai
Neeche nazroon ma qiamat ka asar hota hai
Hussn kuch or nikhar jata hai sharmanay say
Sabit to ho gaya me be wafa nahe
Sabit to ho gaya me be wafa nahe
Ye or baat ha k mare dunya ujar gae
Mangi hai dua is ilteja k sath
Mangi hai dua is ilteja k sath
Kat jay umer us bewafa k sath
Bachpan ke muhabbat ko dil sa nay juda karna
Bachpan ke muhabbat ko dil sa nay juda karna
Jb yaad mare ay milnay ke dua karna
بچپن کی محبّت کو دل سے نہ جدا کرنا
جب یاد میری آے تو ملنے کی دعا کرنا
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)