best poetry

Hum nay kuch aisa trasha hai tare ankhoo ko

Hum nay kuch aisa trasha hai tare ankhoo ko
Log sahir ke misaloon say tujha jantay hain

Neeche nazroon ma qiamat ka asar hota hai

Neeche nazroon ma qiamat ka asar hota hai
Hussn kuch or nikhar jata hai sharmanay say

Sabit to ho gaya me be wafa nahe

Sabit to ho gaya me be wafa nahe
Ye or baat ha k mare dunya ujar gae

Mangi hai dua is ilteja k sath

Mangi hai dua is ilteja k sath
Kat jay umer us bewafa k sath

Bachpan ke muhabbat ko dil sa nay juda karna

Bachpan ke muhabbat ko dil sa nay juda karna
Jb yaad mare ay milnay ke dua karna
بچپن  کی  محبّت  کو  دل  سے  نہ  جدا  کرنا 
جب  یاد  میری  آے  تو  ملنے  کی  دعا  کرنا 

Best dua

Phir wohe subha madina bakhsh day
Bakhsh khushhali wohe soraj bhari
Si utha kar chalnay ke tofeek day
Phir sakoonat da jahan ma dhaj bhari

Na dua na salam

Na dua na salam q anjan hain ankhain
Lagta hai ghairoon par mehrban hain ya ankhain

Or kuch bhe nahe chahte ma apne haseen zindagi ma

Or kuch bhe nahe chahte ma apne haseen zindagi ma 
Ya RAB
Dua hai ka kisi ka dukh ke waja mare zaat na ho

Mujha zindagi ke dua na day

Mujha zindagi ke dua na day
Mare zindagi sa bani nahe
Koi zindagi par kara yakeen 
Mujha zindagi par yakeen nahe
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...