Unn sey bichrren gey to mar jaaayen gey..

Unn sey bichrren gey to mar jaaayen gey,
Bala’aa ka khauf tha  hua kuch bhi nahi.. 

Us ne phir se sallaam bhejaa hai..

Us ne phir se sallaam bhejaa hai,
Phir kisi se biggarr gayi ho gi..

Me qada band karain lakh zamanay walay

Me qada band karain lakh zamanay walay
Shehar ma kam nahe ankho sa pelanay walay

Ankha rakhtay ho

Ankha rakhtay ho to us ankh ke ehreer bhe parho
Moun sa iqrar na karna to hai adat us ke

Aaye kuch abr kuch sharaab aye..

ayekuchabrkuchsharabaye

Dushmano ki jafaa ka khauf nahin..

Dushmano ki jafaa ka khauf nahin,
Doston ki wafaa se dartey hain..

Bohat hi saada hai tu aur zamaana ayyaar..

Bohat hi saada hai tu aur zamaana ayyaar*,
Khuda kare tujhe zamaney ki hawaa na lage..
(ayyaar;clever)

Mujhe to gham tha us ke bicharrne ka magar..

Mujhe to gham tha us ke bicharrne ka magar,
Woh hath malta raha umar bhar ganwaa ke mujhe..
  مجھے تو  غم   تھا  اس  کے  بچھڑنے  کا  مگر 
وہ  ھاتھ  ملتا  رہا  عمر  بھر  گنوا  کے  مجھے 

Neend aur tum kahan pe rehtey ho..

neendaurtum_8767_1234_temp
Neend aur tum kahan pe rehtey ho,
Donon kyun raat bhar nahin atey ?

Har dua mein raha khayaal tera..

Har dua mein raha khayaal tera,
Iss tarah tujhse raabta rakha..

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...