Pehli Mulaqaat
Pehli Mulaqaat Thi Aur Hum Dono He Be Bass Thay
Wo Zulfain Na Sambhal Paye Aur Hum Khud Ko …..
mein or us ko bhool jaon
mein or us ko bhool jaon,kaisi batain kertay ho
Sorat to phir sorat hay,wo naam b pyara lagta hay
Pehle us me aik aada thi naaz tha andaaz tha
Pehle us me aik aada thi naaz tha andaaz tha,
Rothana abb to teri aadat me shamil ho gea ha.
Phool khil jain gay tu es shaks say kam kam milna
Phool khil jain gay tu es shaks say kam kam milna
esay mosam may mohabat pay zawal ateyn hay
karoon ga kia jo muhabat main hogya naakaam
karoon ga kia jo muhabat main hogya naakaam
mujhe to orr koi kaam bhi nahi aata
…
diloon ko fikr do aalam sa akr dia azaaad
diloon ko fikr do aalam sa kr dia azaaad
teray jinoon ka KHUDA silsila draaz kara
دلوں کو فکر دو عالم سے کر دیا آزاد
تیرے جنون کا خدا سلسلہ دراز کرے
itna maloon hota hai jata hn kaheen
dw
itna maloon hota hai jata hn kaheen
koi hai mujh main kah mujh sa liaay jata hai mujhe
Kia Zaroori Hai Ke Hum Haar Ke Jeetien
Kia Zaroori Hai Ke Hum Haar Ke Jeetien Tabish
Ishq Ka Khel Baraber Bhi To Ho Sakta Hai,
,,
Yu’n mohabbat se na hum ko bula..
Yu’n mohabbat se na hum khana’badoshon ko bula,
Itne saada hain ke ghar-baar uthaa layain ge..
(khana’badosh;nomad person)
Usko dekhte rehne ke shauq mein
Mar kar bhi usko dekhte rehne ke shauq mein,
Aankhein kisi ko apni, amanat mein de gaye..
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)