Ye dil ka roog ya chahat Khuda kisi ko na day
Ye dil ka roog ya chahat Khuda kisi ko na day
Buri bala hai muhabbat Khuda kisi ko na day
یہ دل کا روگ یہ چاہت خدا کسی کو نہ دے
بری بلا ہے محبّت خدا کسی کو نہ دے
Be zuban badloon ko da raha hai apne zuban koi
Be zuban badloon ko da raha hai apne zuban koi
Lagta hai asman ko suna raha hai dard ke dastan koi
Door talak
Dil ma hota to kisi toor nikal he jata
Ab to wo shaks bohat door talak hai mujh may
دل مے ہوتا تو کسی طور نکل ہی جاتا
اب تو وہ شخص بہت دور تلک ہے مجھ مے
Mujh ko mujh ma jaga nahe milti
Mujh ko mujh ma jaga nahe milti
Wo hai mojood mujh ma is qadar
مجھ کو مجھ مے جگہ نھیں ملتی
و ہے موجود مجھ مے اس قدر
اک میں ہی نہیں جرم محبّت کا خطاوار
ہلکا سا تببسم بھی تو شامل تھا ادھر سے
Ek ma he nahe jurme muhabbat ka khatawar
Halka sa tabbasum bhe to shamil tha udhar say
Hum tujh par apne jan tak luta dain gay
ھم تجھ پر اپنی جان تک لٹا دیں گے
تو ھم سے ھم جیسی محبّت تو کر کے دیکه
Hum tujh par apne jan tak luta dain gay
To hum say hum jaise muhabbat to kar k daikh
Youn na kehnch mujha apne taraf be bas kar k
Youn na kehnch mujha apne taraf be bas kar k
K khud sa bhe bichar jaoon or to bhe na milay.
Awara
Mare awarge logo_ nahe be ja qasam le lo
Aagar tum daikhta us ko_To mera hamqadam hotay.
Tooba to kar li hai ishq sa magar
Tooba to kar li hai ishq sa magar
Thoora sa zehar la da tabiat udass hai
Pehle bar nazroon na chand bolta daikha
Pehle bar nazroon na chand bolta daikha
Hum jawab kya daitay kho gay khayaloon ma.
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)