Wo jo bazahir kuch nahe lagtay

Wo jo bazahir kuch nahe lagtay
Un sa rishtay bala k hotay hain

Un ke na the khata hum he kuch galat samjh bethay

Un ke na the khata hum he kuch galat samjh bethay
Wo muhabbat sa bat kartay thay, Hum muhabbat samajh bethay

Khud dar sawali

Sirf hatoon ko na daikho ankhain bhe parho
Kuch sawali bara khud dar hoa kartay hain

Kon jeeta ga un sa batoon ma

Kon jeeta ga un sa batoon ma 
Jin ke ankhain  kalam karte hain.

KHUDA he janta hai mare pak muhabbat ka alam

KHUDA he janta hai mare pak muhabbat ka alam
K mujha jeena k lya sansoon ke nahe tumhare zaroorat hai

Meray nazdeek akar daikh meray ahsas ke shiddat

Meray nazdeek akar daikh meray ahsas ke shiddat 
Mera dil kitna dharakta hai sirf tteray nam ka sath.

Jin ka chehra hon chand ke tarha

Jin ka chehra hon chand ke tarha
Un ka diloon ma bhe dagh hotay hain

Lo kisi or ka hoa hum bhe

Lo kisi or ka hoa hum bhe 
Aj us  ka gharoor toota ga.

Kashish

Me to na tha us ka talabgar kabhe bhe
Kasish he us ma aise the k zid ban gae wo mare.

Husn e mujassim

Msoom nazar, Bhoola mukhra, Hontoon par tabasum shookh ada.
Tasweer ka ja ya alam hai wo husn e mujhassim kaisa ho ga.
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...