Un ke na the khata hum he kuch galat samjh bethay
Un ke na the khata hum he kuch galat samjh bethay
Wo muhabbat sa bat kartay thay, Hum muhabbat samajh bethay
Khud dar sawali
Sirf hatoon ko na daikho ankhain bhe parho
Kuch sawali bara khud dar hoa
kartay hain
Kon jeeta ga un sa batoon ma
Kon jeeta ga un sa batoon ma
Jin ke ankhain kalam karte hain.
KHUDA he janta hai mare pak muhabbat ka alam
KHUDA he janta hai mare pak muhabbat ka alam
K mujha jeena k lya sansoon ke nahe tumhare zaroorat hai
Meray nazdeek akar daikh meray ahsas ke shiddat
Meray nazdeek akar daikh meray ahsas ke shiddat
Mera dil kitna dharakta hai sirf tteray nam ka sath.
Jin ka chehra hon chand ke tarha
Jin ka chehra hon chand ke tarha
Un ka diloon ma bhe dagh hotay hain
Lo kisi or ka hoa hum bhe
Lo kisi or ka hoa hum bhe
Aj us ka gharoor toota ga.
Kashish
Me to na tha us ka talabgar kabhe bhe
Kasish he us ma aise the k zid ban gae wo mare.
Husn e mujassim
Msoom nazar, Bhoola mukhra, Hontoon par tabasum shookh ada.
Tasweer ka ja ya alam hai
wo husn e mujhassim kaisa ho ga.
Chahat
Apne sansain bhe kar doon tare sansoo ma muntakil
Is say zada tujjha or kis tarha chahoon
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)