Husn e mujassim
Msoom nazar, Bhoola mukhra, Hontoon par tabasum shookh ada.
Tasweer ka ja ya alam hai
wo husn e mujhassim kaisa ho ga.
Chahat
Apne sansain bhe kar doon tare sansoo ma muntakil
Is say zada tujjha or kis tarha chahoon
Sakoon e zabt ke sb koshishain bekar jate hain
Sakoon e zabt ke sb koshishain bekar jate hain
Nazar ata ho ik lamha to pehoroon dil dharakta hai.
Suna hai din ma teetliyan is ko state hain
Suna hai din ma teetliyan is ko state hain
Sun hai rat ma jugnoo is ka pass jagmagatay hain.
Us ke kali ankhoo ma hain antar mantar sb
Us ke kali ankhoo ma hain antar mantar sb
Chakoo Wakoo, Churiyan Wooriyan, Khanjar Wanjar Sb.
Musalsal be rukhe ya taluq toot jay ga
Musalsal be rukhe ya taluq toot jay ga
Tumha pehla btaya tha nazar nadaz mat karna
Jzba sachay hon to muhabbat mil he jate ha
Jzba sachay hon to muhabbat mil he jate ha
Khuda khud sa he sun laita ha, Khamoosh diloon ke iltejayen.
Log kehtay hain muhabbat aik bar hote ha
Log kehtay hain muhabbat aik bar hote ha
Par ya such kaisay ho sakta hai?
Ma jab jab ussay daikhta hoon
Mujha har bar ussay muhabbat ho jate ha.
Tare har ada
Tare har ada muhabbat se lagte ha
Ek pal ke judai muddat se lagte ha
Pehlay nahe socha par ab sochtay hain
Zindagi ka har lamha ma
Tare zaroorat se lagte
Lag jay na kahe betab sitarron ke nazar
Lag jay na kahe betab sitarron ke nazar
Chand sa chehra ko anchal ma chupa kar sona.
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)