Wafa hai rayasat apne

Wafa hai rayasat apne, Phir bhe hum ghareeb tehray
Bewafai ka taj pehna, kitnay  hum na nawab daikha.

Tare chahtain

Youn tare chahtain sambhale hain
Jaisa eide ho mera bachpan ke

Muhabbat

Apne dhun ma rehte the
Ek larke shokh or chanchal se
Phoolon sa batain karte the
Title ka rang pakarte the
Ek dhanak the us ka anchal par 
Phir janay kya toofan aya
Title ka rang bikhar gay
Anchal ka rang utar gay
Sapnoo ka jugnoo mand paray
Jb pocha kisi na ay larke
Q tum na youn chup sadhe hai
Wo kuch na bole bs roo de
Or khak par hath ke ungle sa
Ek lafz muhabbat likh dala

Tumhare ankh sa bas dil tak safar karna hai

Tumhare ankh sa bas dil tak safar karna hai bs hum ko
Ya kitni khobsoorta manzeelon ka safar ho ga.

Ansoo na ghamoo sa ghabra kar

Ansoo na ghamoo sa ghabra kar
Gir ka palkoon sa khudkhushi kar le

Ao mil kar kabar khodain dil ke

Ao mil kar kabar khodain dil ke
Kambakht bare bare khuwahishain karna laga ha.

Muhabbat kis ko kehtay hian!

Jab sa tum mili ho ,Ma ya jan gaya hon, 
Muhabbat ko kehtayhain!

Mujha logo ke lambe kitaroon sa nahe matlab

Mujha logo ke lambe kitaroon sa nahe matlab
Aagar tum dil say meray ho to bs ek tum he kafi ho.

Haseen sanp ka naksho nagar kuch bhe sahe

Haseen sanp ka naksho nagar kuch bhe sahe
Nazar zehar par rakh khushnuma badan par na ja

Daikhta hon ka koi parsan nahe ghareebon ko

Daikhta hon ka koi parsan nahe ghareebon ko
Sochta hoon k mujha jeena ka haq hai bhe k nahe..
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...