Is moor sa shoro kartay hain phir ya zindagi
Is moor sa shoro kartay hain phir ya zindagi
Har she jaha haseen the, Hum tum thay ajnabi
Tumhara hain
Kis k hain ?? Bs tumharay hain.
Un ka ya ilfaz bohat piyara hain.
Tumha haq hai,
Adat us ke mujha ache lagte hai, jab youn
Nazrain jhukka kar wo kehte ha,Tumha haq hai
2 Thofay tumharay wastay
Tumharay wastay eakhay hain manay 2 thofay
Dil ibteda k liya jan inteha k liya
Mansoob us ka qissay oron sa bhe thay
Mansoob us ka qissay oron sa bhe thay laken
Wo bat bohat phele, jo bat chale hum say
Yadoon ka phool
Yadoon ka phool sookh na jayen is liya
Ankhoo ko ashk bar kiya hai kabhe kabhe.
Jo mare ankhoo sa khuwab daikho
Jo mare ankhoo sa khuwab daikho
To ek shab bhe na so sakp ga.
Tujh ko khabar hoe na zamana samjh saka
Tujh ko khabar hoe na zamana samjh saka
Hum chupka chupka tujh par kae bar mar gay
Sharma gay,Laja gay,Daman chura reh gay
Sharma gay,Laja gay,Daman chura reh gay
A ishq marhaba,Wo yaha tak to agay,
Chahat ka maza
Hmara bad nahe ay ga!ussay chahat ka maza
Wo oroon sa khud kehta phira ga!mujha chaho us ke tarha.
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)