Wo shakhs
Wo shakhs jis ko samajhny me mujh ko umr lgi..
Bichar k mujh se... ksi ka na ho ska hoga..
Javab
Hum Chup Rahy To Aur B Ilzam Aye Ga Ab
Kuch Na Kuch Javab Zaroori Sa Ho Gya
ہم چپ رہے تو اور بھی الزام آئے گا
اب کچھ نہ کچھ جواب ضروری سا ہو گیا
Wo jab chahy ga
Hazaar toor k main aa jaon us se rishton ko
Main janta hon...
wo jab chahy ga...
mujhe bulaa ly ga...
Talab
Har taraf thay raah ma kanta bicha hoa
Mujh ko trae talab the guzarta chala gay
Kiya paya mana sadiyon ke muhabbat sa
Kiya paya mana sadiyon ke muhabbat sa
Ek shaire ka hunar, Dosra jagnay ke saza..
Makam e muhabbat
Makam e muhabbat to na samjha he nahe warna
Jaha tak tera sath tha" Waha tak mare zindagi
Hadsa
Kuch aisa hadsa bhe zindagi ma hotay hain
K insan bach to jata ha magar zinda nhae rehta
Muhabbat ke adalat ma shikayat nahe kar sakta
Muhabbat ke adalat ma shikayat nahe kar sakta
Gila shikwa mukabil hon to chahat har jate ha
Wafa
Suna hai muhabbat karna wala
Ab wafa ke shart sa azad hai
Jab laga tha teer tab itna dard na hoa
Jab laga tha teer tab itna dard na hoa Umer
Zakham ka ehsas tab hoa jab kaman daikhe apnoo ka hath ma
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)