Toot jata hai ghareebe wo rishta jo khas hota hai

Toot jata hai ghareebe wo rishta jo khas hota hai 
Hazaroon yar bantay hain jab paisa pass hota hia

Us na hansi hansi ma muhabbat ke bat ke

Us na hansi hansi ma muhabbat ke bat ke
Hum na qateel us ko mukarna nahe dya

Mamool ban chuka ha mera ratoon ka jagna

Mamool ban chuka ha mera ratoon ka jagna
Neendain mera wajood ke ek shaks la gaya

Ek bar or daikh kar azad kar da mujha mohsin

Ek bar or daikh kar azad kar da mujha 
Mohsin
K ma aj bhe tare pehle nazar ke qaid hon

Wo apna sakoon e dil ke khatir bat kartay thay hum sa

Wo apna sakoon e dil ke khatir bat kartay thay hum sa
Hum nadan samjha k unha hum sa muhabbat hai shayad

Zindagi ke kashma kash ma ma ja bhe bohat masroof hon

Zindagi ke kashma kash ma ma ja bhe bohat masroof hon magar
Waqt ka bahana bana kar apnoo ko bhool jana mujha aj bhe nahe ata 

Sirf ak he bat seekhe hai, in hussan walon sa

Sirf ak he bat seekhe hai, in hussan walon sa  hum nay
Haseen jis ke jitne ada hai, wo utna he bewafa hai.

Menay kab kaha ma haseem hon

Menay kab kaha ma haseem hon, Ya muhabbaton ke ameen hon,
Mere guftagoo, Mera aeena, Mera zooq, Mare misal hai..

Palkain kab tak rooko ma rakhoo gay

Palkain kab tak rooko ma rakhoo gay
Hussan ka wasta qyam karo

Ro parra hoon to koi baat hi aesi ho gi..

Ro parra hoon to koi baat hi aesi ho gi,
Main ke waqif tha tere hijr ke adaab se bhi..
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...