Us na hansi hansi ma muhabbat ke bat ke
Us na hansi hansi ma muhabbat ke bat ke
Hum na qateel us ko mukarna nahe dya
Mamool ban chuka ha mera ratoon ka jagna
Mamool ban chuka ha mera ratoon ka jagna
Neendain mera wajood ke ek shaks la gaya
Ek bar or daikh kar azad kar da mujha mohsin
Ek bar or daikh kar azad kar da mujha
Mohsin
K ma aj bhe tare pehle nazar ke qaid hon
Wo apna sakoon e dil ke khatir bat kartay thay hum sa
Wo apna sakoon e dil ke khatir bat kartay thay hum sa
Hum nadan samjha k unha hum sa muhabbat hai shayad
Zindagi ke kashma kash ma ma ja bhe bohat masroof hon
Zindagi ke kashma kash ma ma ja bhe bohat masroof hon magar
Waqt ka bahana bana kar apnoo ko bhool jana mujha aj bhe nahe ata
Sirf ak he bat seekhe hai, in hussan walon sa
Sirf ak he bat seekhe hai, in hussan walon sa hum nay
Haseen jis ke jitne ada hai, wo utna he bewafa hai.
Menay kab kaha ma haseem hon
Menay kab kaha ma haseem hon, Ya muhabbaton ke ameen hon,
Mere guftagoo, Mera aeena, Mera zooq, Mare misal hai..
Palkain kab tak rooko ma rakhoo gay
Palkain kab tak rooko ma rakhoo gay
Hussan ka wasta qyam karo
Ro parra hoon to koi baat hi aesi ho gi..
Ro parra hoon to koi baat hi aesi ho gi,
Main ke waqif tha tere hijr ke adaab se bhi..
Ashk se ankhon mein kyun hain aye huye..
Phir aj ashk se ankhon mein kyun hain aye huye,
Guzar geya hai zamaana tujhe bhulaaye huye..
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)