Zindagi jo shehad sa meethe the

Zindagi jo shehad sa meethe the 
Zehar lagna lage bad teray

Ankhain khloe to jaag uthte hain hasratin tamam

Ankhain khloe to jaag uthte hain hasratin tamam
Us ko bhe khoo dya jissay paya tha khuwab ma

Tare soorat

Tare soorat ko daikhna walay
Suna hai  koi or nasha nahe kartay

Abhe to chand lafzoon ma sameta hai tujha mena

Abhe to chand lafzoon ma sameta hai tujha mena
Abhe mare kitabon ma tare tafseer bake ha

Be hisab ishq

Phir kaha ka hisaab rehta hai
Ishq jab be hisab ho jay

Atish fashan

Aag lehja ke jalte hai
Lafz atish fashan nahe hotay

Kabrain he jante hain ka is shehraa jabar ma log

Kabrain he jante hain ka is shehraa jabar ma log
Mar kar hoa dafan hain ya zinda gara han log

Kaha talash karo ga tum mujh jaisa shaks

Kaha talash karo ga tum mujh jaisa shaks
Jo tumhara sitam bhe saha or tum sa muhabbat bhe kara

Mana hamare zaat ma so aib hain magar

Mana hamare zaat ma so aib hain magar
Biktay nahe KHUDA ke qasam hum faqeer log.

Pana ke tujh ko mana koshish to bohat ke

Pana ke tujh ko mana koshish to bohat ke
Magar shayad ta ek lakeer maray hath ma nahe the
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...