Rukh sa hata kar zulfain ankhain utha kar bolay
Rukh sa hata kar zulfain ankhain utha kar bolay
Daikho hamara jalwa ab zara shairi karo
Sapurda khaak kar dala tare ankhoo ke masti na
Sapurda khaak kar dala tare ankhoo ke masti na
Hazaroon sal jee laitay agar tera deedar na hota
Wo soay ittifaq a milay thay hum sa
Wo soay ittifaq a milay thay hum sa
Hum nadan samjhay hamare duaon ma asar ha
Qabila daad ya ankhain hain k in ankhoo sa
Qabila daad ya ankhain hain k in ankhoo sa
Khud he pamal hoa, Khuud he tamasha daikha.
Yaad kar k mujha takleef he hote ho ge
Yaad kar k mujha takleef he hote ho ge
Ek qissa hon purana sa bhula da mujh ko
Mena us sa poocha qeemat kya hai muhabbat ke
Mena us sa poocha qeemat kya hai muhabbat ke
Uss na bhe has kar kaha, Ansoo bhare ankhin or ,Umer bhar ka intezar.
Tera naina
Dil e masoom par teray qatilana hamla
Apnay naino sa kaho! zara tameez sa
Tare tarha tara ghum bhe huma maat da gaya
Tare tarha tara ghum bhe huma maat da gaya
Ankhian to dhanp le maga ansoo na chup saka
Ro raha tha ma kisi jalte hoe khuwahish ka sath
Ro raha tha ma kisi jalte hoe khuwahish ka sath
Khair muqadam karna ae dhoop bhe barish ka sath
Waday ka naam lab pa na ay pyambar
Waday ka naam lab pa na ay pyambar
Kehna faqat yahe k bohat din guzar gay
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)