Ro raha tha ma kisi jalte hoe khuwahish ka sath

Ro raha  tha ma kisi jalte hoe khuwahish ka sath
Khair muqadam karna ae dhoop bhe barish ka sath

Waday ka naam lab pa na ay pyambar

Waday ka naam lab pa na ay pyambar 
Kehna faqat yahe k bohat din guzar gay

Me tujha dhoondna yadoon ke khile sarkoon par

Me tujha dhoondna yadoon ke khile sarkoon par
Khushk patton ke tarha rooz bikhar jata hon

Be dard muhafiz


Bara be dard hain tare yadoon ka qaid khano ka muhafiz
Zara se ankh lagte ha to zanjeer hila daitay hain

Kaash ke tum mere hote..

Kaash ke tum mere hote,
Kaash yeh alfaz tere hote..

In ko Nasir na kabhi ankh se girne dena..

In ko Nasir na kabhi ankh se girne dena,
Un ko lagte hain meri ankh mein pyare aansu..

Aana to khafaa ana, jana to rulaa jana..

Aana to khafaa ana, jana to rulaa jana,
Aana bhi to kya ana, jana bhi to kya jana..

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...