Me tujha dhoondna yadoon ke khile sarkoon par
Me tujha dhoondna yadoon ke khile sarkoon par
Khushk patton ke tarha rooz bikhar jata hon
Be dard muhafiz
Bara be dard hain tare yadoon ka qaid khano ka muhafiz
Zara se ankh lagte ha to zanjeer hila daitay hain
Kaash ke tum mere hote..
Kaash ke tum mere hote,
Kaash yeh alfaz tere hote..
In ko Nasir na kabhi ankh se girne dena..
In ko Nasir na kabhi ankh se girne dena,
Un ko lagte hain meri ankh mein pyare aansu..
Aana to khafaa ana, jana to rulaa jana..
Aana to khafaa ana, jana to rulaa jana,
Aana bhi to kya ana, jana bhi to kya jana..
Tare soorat ko jab sa daikha hai
Tare soorat ko jab sa daikha hai
Mare ankhoo par log martay hain
Ya tare ankhoo ka surkh doora
Ya tare ankhoo ka surkh doora
Raat kis ka naseeb jagay?
Kitab e dil ka koi b he warq sada nahe hota
Kitab e dil ka koi b he warq sada nahe hota
Nigah uss ko bhe parh late ha jo likha nahe hota
Paigham e shoq ko itna taweel na karna a qasid
Paigham e shoq ko itna taweel na karna, a qasid
Bs itna kehna k ankhain taras gae hain
Ya zameen ki fitrat ha k har cheez ko jazb kar laita hai
Ya zameen ki fitrat ha k har cheez ko jazb kar laita hai
Warna tare yaad ma girna wala ansoo ka alag samundar hota
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)