Paigham e shoq ko itna taweel na karna a qasid
Paigham e shoq ko itna taweel na karna, a qasid
Bs itna kehna k ankhain taras gae hain
Ya zameen ki fitrat ha k har cheez ko jazb kar laita hai
Ya zameen ki fitrat ha k har cheez ko jazb kar laita hai
Warna tare yaad ma girna wala ansoo ka alag samundar hota
Gay dino ka suragh la kar kidhar sa aya kidhar gaya wo
Gay dino ka suragh la kar kidhar sa aya kidhar gaya wo
Ajeeb manoos ajnabe tha mujha hairan kar gaya wo
Tum samundar ke bat kartay ho
Tum samundar ke bat kartay ho
Log ankhoo ma doob jatay hain
Kehta thay jo tare khatir jan bhe luta dain ga
Kehta thay jo tare khatir jan bhe luta dain ga FASSI..
Aj kehtay hain mara hath choor do mare izzat ka sawal ha.
Rukhe yar par ya zulfain youn bikhar rahe hain jaisa
Rukhe yar par ya zulfain youn bikhar rahe hain jaisa
Kabhe din nikal raha hai, Kabhe raat ho rahe ha.
Us ko sajnay sawarnay ke zaroorat he nahe
Us ko sajnay sawarnay ke zaroorat he nahe
Us pa jachte hai haya bhe kisi zewar ki tarha..
Meethe neend, Sakoon or rahat
Meethe neend, Sakoon or rahat
Sb kuch ishq sa pehla tha.
Mujh sa har bar chura laita hai nazrain wo
Mujh sa har bar chura laita hai nazrain wo
Faraz
Manay kaghaz par bhe bana kar daikhe hain ankhain
Wo ankhain jo kar rahe hain baras jana ke tyare
Wo ankhain jo kar rahe hain baras jana ke tyare
Koi in ko to batla da abhe sawan nahe aya
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)