Tum mare ankh ka tewar na bhula pao gay

Tum mare ankh ka tewar na bhula pao gay
An kahe baat ko samjho ga to yaad aon ga

Kamsan bache


Koi lafzoon ke andhe ma ura na da kahe
Meray jazbat kisi kamsan bache ke tarha

Barish hoe to ghar k dareecha sa lag k hum

Barish hoe to ghar k dareecha sa lag k hum
Chup chap so gawar tumha sochtay raha 

Zindagi jab bhe kisi she ke talab karte hai

Zindagi jab bhe kisi she ke talab karte hai
Mera hontoon par tera naam machal jata hai

Tafseel sa kaisa sunayen ya qissa muhabbat ka

Tafseel sa kaisa sunayen ya qissa muhabbat ka 
K tum masrrof ho ab tak huma barbad karnay ma

Tanha chandni


Kuch to bata udass ratoon ke tanha chandni 
Bhoolna wala ko kis tarha yaad aon ma

Andha bharoosa

Kabhe daikha hai andha ko kisi ka hath pakar kar chaltay
Manay muhabbat ma tum par bharoosa kiya tha

Tumhare hasrat

Bohat dair kar de tum na mare dharkan mehsoos karnay ma
Wo dil nelam ho gaya jis ko kabhe hasrat tumhare the 

Hum raat ka pichla pehar gay masjid ma ussay mangnay ka lya


Hum raat ka pichlay pehar gay masjid ma ussay mangnay ka lya
Magar wo to pehla he sajda ma tha kisi or ka lya

wo ankhain kaise ankhain then


Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...