Tera kochay ab mera taluq wajbi sa hai


Tera kocha sa abmera taluq wajbi sa hai
Magar jab guzarta hon, Ankhain bheeg jate hain..

Shehar bhar ma ak he pehchan hai hamare


Shehar  bhar ma ak he pehchan hai hamare 
Surkh ankhain, Bikhre zulfain,Udasss chehra ,Nawab adat.

Mujha hasna nahe ata


Sabab rona ka wo pochain to bs itna kehna Qasid,,
Mujha hasna nah ata jaha par tum nahe hotay

Muhabbat ka rastoon ma kuch aisa halat bhe daikha hain


Muhabbat ka rastoon ma kuch aisa halat bhe daikha hain
Jab ehle wafa choor jay to insan ko dafnaya bhe nahe jata

Ek tum he nahe mare judai ma parashan


Nigah e ishq


Nikab kya chupay ga shababe hussan ko 
Nigah e ishq to pathar ko bhe cheer daite ha

Haya ke kahani


Aankhoo sa parhe jate hai haya ke kahani
Nikab dal kar koi parsa nahe hota 

Janay kya soch kar kuch dair maray sath raha


Janay kya soch kar kuch dair maray sath raha
Hath sa hath chura kar kahe janay wala

Beth kar saya gul ma


Beth kar saya gul ma NASIR
Hum bohat roy wo jab yaad aya

Qabool e jurm


Qabool e jurm kartay hain sajda ma gir k
Saza e mout manzoor hai par muhabbat ab nahe karne
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...