Sab he tareef kartay hain mare tehreeron ke

Sab he tareef kartay hain mare tehreeron ke
Kabhe koi nahe sunta mare lafzoon ke siskeyan 

Ankhoon ma kashish

Kya kashish the us ke ankhoon ma
Mat pocho 
Mujh sa mara dil lar para mujha wo shaks chahya 

Hasrat

Mat pooch kaisa guzarta hai har pal tera bin 
Kabhe baat karna ke hasrat kabhe daikhna ke tamana

Muhabbat nam hai mera

Tujha barbad kar doon ge  abhe bhe lout ja wapis 
Mujha qatil bhe kehtay hain muhabbat naam hai mera

Suno; jis ke fitrat the baghawat karna

Suno; Jis ke fitrat the baghawat karna ...
Tum na us dil par hakoomat ke hai,,,,,..

Saltanat


Mare sochoon ka sahil ka is paar bhe to ,Us paar bhe to
Ya  tare saltanat hai basa ka rakh ya ujar da

Ha tabiat sa admi majboor

Ha tabiat sa admi majboor 
Dil lagana koi sawab nahe..

Hum na to mohabbat choor de laken

Hum na to mohabbat choor de laken 
Mohabbat na hum ko kahe ka na chora 

Waqt yaksaan nahe rehta

Waqt yaksaan nahe rehta kabhe sun la a dost
Kabhe khud bhe roo partay hain orun ko rulana walay

Naram hath

Us ka naram hathoon sa phisal jate hain cheezain
Mera dil bhe laga hai hath is ka, KHUDA khair kara
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...