Deedar ke talab
Deedar ke talab hai to nazrain jamay rakh
Chilman ho ya nikab sirakte zaroor hai
Munafik dil
'''Dil munafik shab hijar ma soya kaisa.....
Or jab tujh sa mila to toot kar roya kiasa
Seedha sa mizaj
Mera seedha sa mizaj tha , Mujha ishq honay ke kya khabar
Tera ek tabbasuum naz na mera sara zooq badal diya
Laboon pa geet
Laboon pa geet or ankhoon ma khuwab rakhtay thay
Kabhe kitaboon ma hum bhe gulab rakhta thay
Qurban kun na jaoon ma us hakeem par
Qurban q na jaoon us hakeem par
Nuskha ma jis na ap ka deedar likh dya
Nazuk Ungliyan
Un ke nazuk ungleeyoun ko daikh kar aksar
Ak halke se sada saaz ate ha mujha
Umer bhar jis phool ke parwarish ke
Umer bhar jiss phool ke parwarish ke
Sagar
Jb khushboo ka qabil hoa to gairoon ko da dya
Mohabbat
Ye kaisa silsila hai mara or taray darmeyan
Fasilay to bohat hain magar mohabbat kam nahe hote....
Zakhme Dil
Hum to hanstay hain dosroon ko hasanay ke khatir
Mohsin
Warna dil par itnay zakham hin k roya bhe nahe jata
Mujh mein lagta hai ke mujh se zeyaada hai woh..
Mujh mein lagta hai ke mujh se zeyaada hai woh,
Khud se barrh kar mujhe rehti hai zaroorat uski..
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)