Hasrat


Hasrat ya hai ka tham loon hath in ka zoor sa
Magar kambakht in ke ke chooriun par tars ata hai

Ao kabhe youn bhe mara pas


Ao kabhe youn bhe mara pas k,,
Ana ma lamha or janay ma zindage lag jay

Ghalat fehmi

Phir ghalat fehmeeun ma dal dya 
Muskurana koi zaroore tha

Be mesaal

Ab kis ke meesal don tum ko
Har sitam  be misaal kartay ho

Intezar

Mout par bhe yakeen ha, In par bhe etbaar hai
Daikhta hain pehla kon ata ha, dono ka intezaar hai

Anaa Parast

Anaa Parast To Hum Ghazab K Hain ....
Bs Teray Gharoor Ka Ehtaram Kartay Hain

Masoom khareedar

Jee chahta hai ussay muft ma dil da doon 
Itnay masoom khareedar sa kya laina daina

Yeh aur baat ke main chorr chuka kuuza gari..

Yeh aur baat ke main chorr chuka kuuza gari*,
Tere jaise to mein matti ke bana sakta hoon..

(kuuza gari;an art of making dishes from sand)
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...