Yeh sab rastey ke saathi hain, inhe akhir bicharna hai..

yehsabrastey
Yeh sab rastey ke saathi hain, inhe akhir bicharna hai,
Chalo ab ghar chalein “Saghir” bohat awaargi kar li..

Is Qadar Barf Pari Sadmon Ki

Is Qadar Barf Pari Sadmon Ki
Jam Gaya Sabr Meri Ankhon Me
Is Qadar Barf Pari Sadmon Ki

Me Jis Azaab Se Guzra Hoo

Ye Or Baat … Tere Roo Baroo Nahen Guzraa
Me Jis Azaab Se Guzra Hoon … Tu Nahen GuzraMe Jis Azaab Se Guzra Hoo

Us Se Bichar Ke

Us Se Bichar Ke
Us Se Bichar Ke Hosh Salamat Rahay Magar
Ham Raaston Se … Ghar Ka Pata Pochte Rahay

Ay Raat Sony Dy Yun Tang Na Kia Kr

Ay Raat Sony Dy Yun Tang Na Kia Kr
Be’kaar Sawalon Mein Paband Na Kia Kr
Iss K Siwa or bhi Zamany K Kam Hain
Tu Mere Khiyalat Be Dhang Na Kia Kr
Duniya Mein Aur Log bhi Basty Hain Tanha
Tu Sirf Mere Sath Hi Jang Na Kia Kr
Ay Raat Sony Dy Yun Tang Na kia kr
Mazboot hon, pr itna bhi nahi hon
Duniya k sabhi gham to mere sang na kia kr
Ay Raat Sony Dy, Yun Tang Na Kia Kar
Ay Raat Sony Dy Yun Tang Na Kia Kr

Mujhe Yaqeen He Muhabbat Usi Ko Kehte Hain

Mujhe Yaqeen He Muhabbat Usi Ko Kehte Hain
Ke Zakhm Baqi Rahe Or … Nishan Chala JaeyMujhe Yaqeen He Muhabbat Usi Ko Kehte Hain

Me Har Kisi Se Muhabbat Karon

Mujhe Kisi Se Muhabbat Nahen Kisi Ke Siwa
Me Har Kisi Se Muhabbat Karon Kisi Ke LiyeMe Har Kisi Se Muhabbat Karon

Ashkon Ki Zamanat

Ashkon Ki Zamanat Bhi Jahan Kaam Na Aaey
Us Bazm Me Baaton Ka Yaqeen Kon Kare GaAshkon Ki Zamanat

Hasen Aankhon Ke Pujaari Hain

Hasen Aankhon Ke Pujaari Hain … Mere Shehr K Log
Tum Mere Shehr Me Aa Jao To … Chaa Jao GayHasen Aankhon Ke Pujaari Hain

Mere Chahne Walay

Pathar Liye Har More Pe Kuch Log Khare Hain
Is Shehr Me Kitne Hain, Mere Chahne WalayMere Chahne Walay
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...