Amrinder Gill - Ki Samjhaiye Lyrics Song With HD Download Link






Amrinder Gill - Ki Samjhaiye
[Ki Samjhaiye sajjana ehna nain kamaleya nu
Kehnde tainu dekhe bina guzara nai hunda
Jagg jaanda jis naal dil ton lagg jandia ne
Uston vadh ke kujh v hor pyara nai hunda] -2

[Ishq kamaya darr dunia da laah ke main
Sajjna tainu labhya rabb gawa ke main] -2
Jehri kardi ishq samundra de vich rehndi ae
Us bedi da kahton koi kinara nai hunda
Ki Samjhaiye sajjana ehna nain kamaleya nu...

[Tu ki jaane asi tan dil te laiyan ne
Tere karke neenda asi gawaiyan ne] -2
Chete kariye tainu raata nu v uth - uth k
Bharu gawahi sutta ik v tara nai hunda
Ki Samjhaiye sajjana ehna nain kamaleya nu...

[Jis pal meri tu na dise nigahaan nu
Ose vele rok lave rabb sahaan nu] -2
Aakhiyan la ke "Nimeya" nai kade mukh nu morhi da
Injh vichareya da fir mail dubara nai hunda
Ki Samjhaiye sajjana ehna nain kamaleya nu
Kehnde tainu dekhe bina guzara nahi hunda
Jagg jaanda jis naal dil ton lagg jandia ne
Uston vadh ke kujh v hor pyara nai hunda
Pyara nai hunda

BAARISH LYRICS - Yaariyan Song (Is Dard-e-Dil Ki Sifarish)

Download Hear HD MP4

Watch Online

Baarish Lyrics



Yaariyan ve... Yaariyan
Yaariyan ve... yaariyan ve..
Yaariyaan... yaa....


Dil mera hai nasamajh kitna

Besabar ye bewkoof bada

Chahta hai kitna tujhe
Khud magar nahi jaan sakaa



Is dard-e-dil ki sifarish

Ab kar de koi yahaan

Ki mill jaaye isey woh baarish
Jo bhigaa de poori tarah (x2)



Yaariyan ve... Yaariyan...



Kya huaa asar tere saath reh kar naa jaane

Ki hosh mujhe naa raha

Lafz mere thhe zubaan pe aake ruke
Par ho na sake woh bayaan
Dhadkan tera hi naam jo le
Aankhein bhi paighaam ye de
Teri nazar ka hi ye asar hai
Mujh pe jo huaa



Is dard-e-dil ki sifaarish

Ab kar de koi yahaan

Ki mill jaaye isey woh baarish
Jo bhiga de poori tarah (x2)



Tu jo mila

Toh zindagi hai badli

Main poora naya ho gaya
Hai be-asar duniya ki baatein badi
Ab teri sunu main sadaa



Milne ko tujhse, bahaane karun

Tu muskuraaye, wajah main banun

Roz bitaana saath mein tere, saara din mera


Is dard-e-dil ki sifaarish

Ab kar de koi yahaan

Ki mill jaaye isey woh baarish
Jo bhiga de poori tarah (x4)




Aaya tha imtehaan mein mazmoon bewafa..

mazmoonbewafa
Aaya tha imtehaan mein mazmoon “Bewafa”,
Wazaahat jo teri ki hum Top kar gaye..

Main taluq hoon toot jaaon ga..

Main taluq hoon toot jaaon ga,
Tum hawaala ho yaad aao ge..

Aag paani mein lagane ka hunar seekha hai..

Aag paani mein lagane ka hunar seekha hai,
Kaam mushkil hai bohat hum ne magar seekha hai,
Yeh jo chaltay nazar aatay hain musalsal hum log,
Kuch to paanay ki talab hai jo safar seekha hai..
Imran Rashid Yawar

Woh kab ka bhool chuka hoga .....

Woh kab ka bhool chuka hoga mere pyar ke qissay,
Bicharr ke kiss ko kiss ka khayaal rehta hai..wohkabkabhoolchuka_8767_1234_temp

Woh kab ka bhool chuka hoga mere pyar ke qissay..

wohkabkabhoolchuka_8767_1234_temp
Wo kab ka bhool chuka ho ga mere pyar ke qissay
Bichar kar kis ko kis ka khayal reha hai

Kisi ka ishq kisi ka khayal they hum bhi..

Kisi ka ishq kisi ka khayal they hum bhi,
Gaye dinon mein bohat ba-kamaal they hum bhi..

Abhi kuch aur karishmay ghazal ke dekhte hain..

Abhi kuch aur karishmay ghazal ke dekhte hain,
Faraz ab zara lehja badal ke dekhte hain,
Judaeyaan tau muqaddar hain phir bhi ay jaan-e-safar,
Kuch aur door zara saath chal ke dekhte hain,
Rah-e-wafa mein hareef-e-kharaam koi to ho,
Sau apne aap se aagay nikal ke dekhte hain,
Tu samnay hai tau phir kyon yaqeen nahi aata,
Yeh baar baar jo aankhon ko mall ke dekhte hain,
Yeh kaun log hain moujood teri mehfil mein,
Jo lalichoon se tujhe, mujh ko jall ke dekhte hain,
Yeh qurb kya hai ke yakjaan huye na door huye,
Hazaar aik hi qaalib mein dhall ke dekhte hain,
Na tujh ko maat huyi hai na mujh ko maat huyi,
Sau ab ke dono hi chaalen badal ke dekhte hain,
Yeh kaun hai sar-e-saahil ke doobnay walay,
Samundaroon ki taho’n se ucchal ke dekhte hain,
Abhi talak tau na kundan huye na raakh huye,
Hum apni aag mein har roz jal ke dekhte hain,
Bohat dinon se nahi hai kuch us ki kher khabar,
Chalo Faraz kuu-e-yaar chal ke dekhte hain…

Akssar auakaat bharey sheher ke sanattay mein..

Akssar auakaat bharey sheher ke sanattay mein,
Is qadar zor se hansta hoon ke dar jata hoon..
aksaraukaatbharesheher_8767_1234_temp
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...