Chand Sal Pahlay December Main

Chand Sal Pahlay December Main Tu Ne Mujhay Chora Tha Kisi Or Ka Liye
Is Sal December Main Us Ne Tujhay Chor Diya Kisi Or Ka LiyeDecember Poetry, December Shayari, Hindi December Poetry, Hindi Poetry, Romantic December Poetry, Sad December Poetry, Urdu December Poetry, Urdu Poetry

Suljhi Hoi Ankhoon Main, Uljhi Rahi Mohabbat

Na Ayan Hoi Tum Sa, Na Bayan Hoi Hum Sa
Bas Suljhi Hoi Ankhoon Main, Uljhi Rahi MohabbatSuljhi Hoi Ankhoon Main, Uljhi Rahi Mohabbat

Gham-e-Furqat ka Shikwa Kernay Wali

Gham-e-Furqat ka Shikwa Kernay Wali
Meri Mojodgi Main So Rahi Hai
Gham-e-Furqat ka Shikwa Kernay Wali

Wo Is Andaz Ki Mujah Sa Mohabat Chahta Hai

Wo Is Andaz Ki Mujah Sa Mohabat Chahta Hai
Mere Har Khawab Per Apni Hakumat Chahta Hai
Wo Kahta Hai Main Uski Zarorat Ban Chuka Hon
To Goya Wo Mujhay Hasb-e-Zarorat Chahta HaiWo Is Andaz Ki Mujah Sa Mohabat Chahta Hai

Umeedon Ka Churagh Bujhanay Ka Sukriya

Wabasta Ho Gai Thin Kuch Umedain Aap Sa
Umeedon Ka Churagh Bujhanay Ka SukriyaUmeedon Ka Churagh Bujhanay Ka Sukriya

Kaysa Kaysa Sawal Likhay Thay

Tum Ne Ankhon Ko Parh Liya Hota
Kaysa Kaysa Sawal Likhay ThayKaysa Kauysa Sawal Likhay Thay

Hosh Walon Ko Khaber Kya

Hosh Walon Ko Khaber Kya Be-Khudi Kya Cheez Hai
Isaq Kejiya Phir Samjhiya Zindgi Kya Cheez HaiHosh Walon Ko Khaber Kya

Tujhay Apnay Dil Main Chopa Ker

Mere Bas Main Hota To Rakh Leta Tujhay Apnay Dil Main Chopa Ker
Ke Tujhay Sab Dekhtay Hain…Or Mujah Sa Ya Dekha Nahi JataTujhay Apnay Dil Main Chopa Ker

Main Bikhar Gaya Hon Smayt Lo

Kisi Or Ko Mere Hall Sa Na Gharaz Hai Na Koi Wasta
Main Bikhar Gaya Hon Smayt Lo, Main Bigar Gaya Hon Sanwar DoMain Bikhar Gaya Hon Smayt Lo

Jashn E Ishqa Lyrics from Gunday by Irshad Kamil

Jashn e Ishqa…

Daur-e-ishqa ek jashan hai
Lekin apna alag tashan hai
Khoon mein sulgi ek agan hai
Beh ke dikhlayega yeh tevar (x2)

Chaahat ke dar pe
Dil ka dharna hai
Naa mar ke jeena
Jee ke marna hai (x2)

Toofan ke humdum
Angaare hain hum
Dhadkan mein thoda sa
Baarood hai khwaahish ka

Jashn-e-Ishqa
Jashn-e-Ishqa…

Loha jug, hum aari
Sab pe hain hum bhaari
Aadha jag se yaarana hai
Aadhi Rab se yaari (x2)

Chalta hai sikka
Hukamon ka ikka
Banta apna har din
Hi shola sa ishqa

Jashn-e-Ishqa
Jashn-e-Ishqa…

Dil ki bhatti daale
Gham ke koyle kaale
Logon ki baaton se laakhon,
Rooh pe pad gaye chhaale (x2)

Zakhmon ko sehla
Ye dil na behla
Dil bhi jaise ek taara,
Hai apni hi gardish ka

Jashn-e-ishqa…
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...