Mohabbat ke ibteda

Kitne ache lagte  hai kisi say  mohabbat ke ibteda
Dard to tab hota hai jab koi apna bana kar chor deta hai

Aor To Kuchh Nahi Kiya

Aor To Kuchh Nahi Kiya Tere Baad Hum Ne
Haan ! Faqat Apna Haal Tabah Kar Rakha Hai

Koi apna nahi

Koi apna nahi apna siwa
Dosra dosra hi hota hai

Aziat nak mohabbat

Kon kehta hai nafratoon ma dard hai 
Mohsin
Kuch mohabbatain bhe bare azeat nak hote hain

Ghar

Ghar bana kar mera dil me wo choor gaya hai 
Na khud rehta hai na kisi or ko basnay data hai

Seens sa laganay walay

Jab milo kisi say to zaraa door ke yare rakhna
Aksar jaan la letay hain seenay sa lagany walay

Mooj e Talatum

Khoof  tofan ka  a  dost meray dil ma nahi
Lutf jo moj e talatum ma hai wo sahil ma nahi

Shehr e mohabbat ka pata

Itna asan nahi shehr e mohabbat ka pata 
Mohsin
Khud bhataktay hain yahan raah batanay walay

Hasrat

Hasrat ye ka tham lon hath in ka me zoor se
Maagr kambakht in ke chooreun par tars ata hai

Qeemat

Youn hi rakhtay rahay bachpan sa dil saaf hum apna 
Pata nahe tha ka qeemat to chehroon ke hote ha dil ke nahi
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...