Koi apna nahi
Koi apna nahi apna siwa
Dosra dosra hi hota hai
Aziat nak mohabbat
Kon kehta hai nafratoon ma dard hai
Mohsin
Kuch mohabbatain bhe bare azeat nak hote hain
Ghar
Ghar bana kar mera dil me wo choor gaya hai
Na khud rehta hai na kisi or ko basnay data hai
Seens sa laganay walay
Jab milo kisi say to zaraa door ke yare rakhna
Aksar jaan la letay hain seenay sa lagany walay
Mooj e Talatum
Khoof tofan ka a dost meray dil ma nahi
Lutf jo moj e talatum ma hai wo sahil ma nahi
Shehr e mohabbat ka pata
Itna asan nahi shehr e mohabbat ka pata
Mohsin
Khud bhataktay hain yahan raah batanay walay
Hasrat
Hasrat ye ka tham lon hath in ka me zoor se
Maagr kambakht in ke chooreun par tars ata hai
Qeemat
Youn hi rakhtay rahay bachpan sa dil saaf hum apna
Pata nahe tha ka qeemat to chehroon ke hote ha dil ke nahi
Khobsoorat
To bhe khobsoorat hai us phool ke tarha
Jissa log khushboo ke khatir be dardi sa toor data hain
Majboor
Kitna majboor hoa hum apne anaa ka hathoon
Raiza raiza bhe hoa or bikhra bhe nahe
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)