Qeemat
Youn hi rakhtay rahay bachpan sa dil saaf hum apna
Pata nahe tha ka qeemat to chehroon ke hote ha dil ke nahi
Khobsoorat
To bhe khobsoorat hai us phool ke tarha
Jissa log khushboo ke khatir be dardi sa toor data hain
Majboor
Kitna majboor hoa hum apne anaa ka hathoon
Raiza raiza bhe hoa or bikhra bhe nahe
Eid Special
Mene chaha tha tujha eid par kuch paish karoon
Jis me ehsas ka sab rang hon roshan roshan
Jis me ankhoo ka tarasha hoa moote lakhoo
Jis me shamil ho mare qalb ki dharkan dharkan
Bahare Hussan
Aieena ma dakh raha thay wo bahar e huusan
Aya mera khayal to sharma kar reh gay
Tum Mere Ho
Meri Manzil ,Meri Hadd ,,,Bus Tum Se Tum Tak Hai
Shona
Fakhar Ye K Tum Mere Ho ,
Fikar ye K Kab Tak
Hamari Zindagi Tum Ho
Tumhari Baat Lambi Hai Dalelain Hai Bahane Hain
Hamari Baat Sirf Itni Hai Hamari Zindagi Tum Ho
Fursatoon ma yad karna
Mila uljhanoo sa fursat to zara dil sa poch laina
Kya dosti yahe ha sirf fursatoon ma yad karna
Ak qayamat
Tum na dakha he nahe naqsha mare tanhai ka
Ak qayamat hai jo har shab guzar jate hai
Qatal
Mulaim hath, Khum e zulf, Adaye nain Or hont
Qatal abki hai ozar to sab pora hain
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)