Hayaa

Us ko sajnay sanwarnay ki zaroorat hi nahi
Uss pay jachti hay hayaa bhi kisi zewar ki tarah,,

Masoom sa lehja

Kis qadar masoom sa lehja tha us ka 
Dost 
Dheera sa jan keh kar be jan kar dya

Chand par behta pani

Tum na dakah hai kabhe chand par behta pani
Mena dakha hai ya manzir is ka rukhsar par aksar

Fikar

Jab bhe wo muskura kar bat karta ha 
Mujha apna dil ke fikar lag jate ha

Jageer

Ghum ke  jageer virasat ma mili ha mujha 
Apne jageer ma rehta hon nawaboon ke tarha

Phir milogi kabhi is baat ka waada kar lo

Phir milogi kabhi is baat ka waada kar lo
Hum se ek aur mulakaat ka waada kar lo

Pagalpan

Din ko kirnain ,Raat ko jugnoo pakarna ka shoq 
Jane kis manzil par la jay ga ya pagal pan mujha

Phir Yeh Baarish Meri Tanhaai Churaane Aayi

Dar-O-Deewar Pe Shaqlein Sii Banaane Aayi !
Phir Yeh Baarish Meri Tanhaai Churaane Aayi

Khaak mutthi me liye Qabar ki ye sochta hun IQBAL

Khaak mutthi me liye Qabar ki ye sochta hun IQBAL

Insan Jo Martey Hain tou “Gharoor Kahan Jata hai”

Shaam Hote Hi Chiragon Ko Bujha Deta Hoon

Shaam Hote Hi Chiragon Ko Bujha Deta Hoon…

Yeh Dil Hi Kaafi Hai Teri Yaad Me Jalne Ke Liye
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...