Yeh jawani gulaab ho jaye..
Yeh jawani gulaab ho jaye,
Muyassar agar sharab ho jaye,
Isi madhosh halat mein farishto,
Aao phir aaj hisaab ho jaye..
Bahar saray chaman ki aaeen hoti hai
Bahar saray chaman ki aaeen hoti hai,
Bahaar chand guloon ki hansi ka naam nahi..
Khud apnay liay
Khud apnay liay beth kh sochengay kisi din
Yun hy kh tjhy bho0l kh dykhengay kisi din
Bhatkay hway phrtay hyn kay'e lafz jo dil mein
Dunia nay dia wakt to likhengay kisi din
Aapas ki kisi bat ka milta he nh wakt
Har br yh kehtay hyn kh bethengay kisi din
Aey jan teri yad kh be.nam parinday
Shaakhoun pay meray dard kh utrengay kisi din
Jati hy kisi jheel ki gehrai kahan tak
Ankhoun mein teri do0b kh dykhengay kisi din
Khushbu say bhari sham mein jugnu kh qalam say
Ek nazam teray wa'astay likhengay kisi din
Soyngay teri aankh ki khalwat mein kisi rat
Saa'ye mein teri zulf kh jaageingay kisi din
Sehra E Kharaabi ki is gard e safar say
Pho0lun say bharay rastay nkaalengay ksi din
Amjad hy yhe ub kh kafan bandh kh sar par
Us sheher e sitamgar mein jayngay kisi din.
Subscribe to:
Posts (Atom)