Chand Ka Aks
Jheel Ka Thera Hoa Pani Ma Na Kankar Phenko
Chand Ka Aks Saja Rakha Ha Bikhar Jaye Ga
Naseeb
Pathar Jinhoo Ne Phenka Un Se Gila Nahe
Ghar He Mile Thay Kaanch Ka Hum Ko Naseeb Ss
Leihaz e Ishq Na Hota
Leehaz e Ishq Na_a Hota To Tujh Se_y Ranjishei_n Hotei_n
Shikait Sirf Itni Ha_i K Tu Samjha Nahi_n Mujh Ko
Agr Dill haar Baithey Ho
Agr Dill Haar Baithey Ho- Mere Hamdam Muhabbat mein
Fana Kaisi? Baqa Kaisi? Saza Kaisi? Jaza Kaisi?
Maang To Loon
Maang To Loon Mein Tujhe Apni Taqdeer SE Mager
Hum Jaisey Logon Key Laye Iss Zamaney Mein Ab Mo'ojazey Nahin Hote
Kia Phir Se Nahin Ho Sakta
Kiya Phirr Se Nahi_n Ho Sakta, Ham Jaan Mangein Aor Tum Lagga K Galley Se Kaho...........Aor Kuchh
Log Parh Lete Hain
Logg Parh Letey Hain Meri Aankhon Se Tere Piyar Ki Shiddat Mujh Se Abb Tere Ishq Kie Aor Hiffazzat Nahin Hoti
Mein Apni Har Sans
Mein Apni Harr Sans Uss Raat Ko Dey Doon Sarr Rakh Key Merey Seeney Par Sojao Kissi Dinn
kacha makan
Diwar kya gire mara kacha makan ke
Logo na mara sehan sa rasta bana lya
Dil Ki Manoon Key Zehin Ki
Dil Kie Maanoon Kay Zehin Ki Yaa Rabb Ekk Qalandar To Doosraa Hai Walli
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)